My hands never pain when typing message for you
My hands never pain when typing message for you;
But my heart always pain when there is no reply from you!

There is no recipe for a perfect relationship
There is no recipe for a perfect relationship
but we can enhance it with simple gestures
that mean so much to a loving heart; a kiss
when you leave, a hug when you come
back, a text in the middle of the day that
reads “I miss you” and the promise that
you will make each other a priority when
you are together.

''SUNO"  Mujhe Har Pal Tumhari Yaad Aati Hai.
''SUNO" 
Mujhe Har Pal Tumhari Yaad Aati Hai. 

Kabhi Saanso'n K Chalne Par. 
Kabhi Dil K Machalne Par. 

Kabhi Baarish Barasne Par. 
Kabhi Aankhein Chhalakne Par. 

Kabhi Chanda Nikalne Par. 
Kabhi Sooraj K Dhalne Par. 

Kabhi Shab K Andhero'n Mein. 
Kabhi Din K Sawero'n Mein. 

Kabhi Logon K Mailay Mein. 
Kabhi Tanha Akaile Mein. 

Tumhari.. 
Bas Tumhari.... 
Sirf Tumhari...... 
>>Yad Aati Hai<<.

Us ne mujh se pucha mujh bin kaisi hoti
Us ne mujh se pucha mujh bin kaisi hoti
hain tumhari zindagi?
.
Main ne bhi muskura kar uski aankhon ko
band kar liya.
.
aur pucha ab kya dikh raha hai?
.
us ne kaha sirf andhera hi andhera
.
to main ne kaha"aisi hoti hai Tum Bin
meri zindagi

Hum se milte hain tou milte hain jhukaa kar aankhain…

Hum se milte hain tou milte hain jhukaa kar aankhain

Na jaane wo phir kis ke liye rakhte hain sajaa kar aankhain


Tum apne khayaalon ko mujhe sounp kar daikho

Tum apne khayaalon ko mujhe sounp kar daikho

Har shakhs amaanat main khayaanat nahi karta



Qaraar milta hi nahi bin tumhaare

Qaraar milta hi nahi bin tumhaare

Sajj sanwar kar bhi udaas rehte hain


Kahin kisi roaz yun bhi hota,hamari haalat tumhari hoti

Kahin kisi roaz yun bhi hota,hamari haalat tumhari hoti

Jo raat hum ne guzaari mar ke,Wo raat tm ne guzaari hoti



Kaise bhula dete hai Log Teri Khudai Ko Ya Rab
Kaise bhula dete hai Log Teri Khudai Ko Ya Rab

Mujhse to tera banaya ek shakhs bhulaya nahi jaata


Wo Jinhein Hum Ne Sounpi Hein DiL Ki Dharkanein
Wo Jinhein Hum Ne Sounpi Hein DiL Ki Dharkanein 
Wo Apna Ek Pal Dene Pe Hazaar Baar Sochte Hein

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
UA-50883406-1